…Khawab Sajanay Wali Aankhien:::…
November 2nd, 2009
Khawab sajanay wali aankhien, pal bhar main banjar ho jaien
Rastay taktay taktay thak ker, umeedien pather ho jaien
Lab per tehri ho khamoshi aur, seenay main hashar bapa ho
Lafzoon ki malla ka dhaga, beech se toote gaya ho
Bholi bhali sary batien, main bhi jaisay yaad bana loon
Bhool ke apnay dhukray saray, Hontoon pe muskan saja loon
Tum dhondo phir mujh main mujhko aur, main khud main ghum ho jaoon
Aisa bhi to ho sakta hai main bhi ik din tum ho jaoon
Related posts:
- …:::Wo Dono:::… Samander Poochta Hai Ab Wo Dono Kion Nahi Attay Wohi...
- !!..~Mujh se Bichar Kar Khush Rehte HO~..!! mujh se bichar ke Khush rahatay ho mairy tarah tum...
- …:::Muhabbat Ki Nayi Bunyad:::… Chalo Muhabbat Ki nayi Bunyad Rakhtay Hain, Khud Paband Rehtay...
- …:::yeah Muhabaton Ke asool Hain:::… mujhay chashm-e-naz se mut gira mairay hum nafas, mairay sathiya...
- …:::tum mujhay acchi lagti ho:::… jab dheeray dheeray hansti ho tum mujhay acchi lagti ho,...
very nice…